Mohabbat

SehaJ

Troublemaker
Kabhi zindagi ka naam hai mohabbat,
kabhi moat ka pegham hai mohabbat.
Kabhi mohabbat se milti hai khushi,
kabhi ghum ki sham hai mohabbat.
Kabhi mohabbat aansoun ki baarish hai,
kabhi hansi ka jaam hai mohabbat.
Kabhi hai mohabbat dil ki jalan,
kabhi dil ka aaram hai mohabbat
Kabhi mohabbat hai milan ka roop,
kabhi tanhai ki tarah BE-NAAM hai mohabbat
Kabhi mohabbat hai BE-NAAM zindagi,
Kabhi zindagi kehti hai Mera Naam Hai
"MÖHÄBBÄT"
 

Loveangel

Prime VIP
very nice
Mozilla/5.0 (SymbianOS/9.2; U; Series60/3.1 NokiaN81-3/20.0.056 Profile/MIDP-2.0 Configuration/CLDC-1.1 ) AppleWebKit/413 (KHTML, like Gecko) Safari/413
 
Top