Loveye
mauja maan di
meri majboriyon ko samjho
mein bewafa nahi!
yahan mein bhi tanha hun
sirf tum tanha nahi
dil tutta hai to dard bohut hota hai
aesa nahi k mera dil tuta nahi
beshak mere jane k bad tanhayion nay tujhe gher liya
par teri yad mein aesa koi din nahi jo meri ankh se ansun gira nahi!!