magroor hi sahi mujhe achha bahut laga

magroor hi sahi mujhe achha bahut laga
woh ajnabi to tha magar apna bahut laga

:(
woh jis ke dam qadam se thi basti ki ronkein
basti ujad gai to woh tanha bahut laga

resham pehan kar bhi meri qemat na bad saki
khadar bhi us ke jism par mehnga bahut laga
mohsein jab aaine mein meri sansein jam gai
:(
mujh ko to apna aks bhi dhundla bahut laga​
 
Top