Kaash koi Hum par bhi Pyaar jatata, Humari Aankhon ko apne haathon se chupata, Hum Ghabra-kar puchte kaun ho Tum, Muskuraa kar woh apne aap ko Humari jaan batata.. :w