Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai...?

Royal_Punjaban

»»K@mli!««
Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai...?
Maine kaha Sitaron ka koi Shumaar hai.....

Usne kaha kon Tumhein hai boht Aziz....?
Maine kaha Dil pe Jise Ikhtiyar hai...

Usne kaha konsa Tohfa hai pasand?
Maine kaha Wo Shaam Jo AB tak Udhaar hai....

Usane kaha sath kahan tak Nibhao ge.......?
Maine kaha jitni ye Saanson ki Taar hai.....

Usne kaha Mujh ko Yaqeen aaye kis tarah...?
Maine kaha Mera Naam hi Aitbaar hai.....

:):):)

 
Top