main bhatakta raha dar badar teri talash mein, mujhe kuch na hua haasil teri talash mein, kaash tune likh diya hota fasana fiza mein, use padh kar mujhe kuch to pata chalta teri talash mein