tujhe dekhe bina teri tasveer bana sakta hoon tujhe mile bina tere haal bata sakta hoon hai meri mohabbat main itna dum ke apni aankh ka aansoo teri aankh se gira sakta hoon