Todo phenko rakho karo kuch bhi, Dil hamara hai wah kya khil

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kuch na kuch to jaroor hona hai, Saamna unse aaj jo hona hai
Zindagi aur maut ka matlab, Tumko paana hai, tumko khona hai
Itna darna bhi kya hai duniya se, Jo bhi hona hai who to hona hai
Uthke mehfil se mat chale jana, Tumse roshan yeh kona kona hai
Todo phenko rakho karo kuch bhi, Dil hamara hai wah kya khilona hai
 
Top