tamanna ne zindagi k aanchal me sar rakhkar poocha k mai kab

~¤Akash¤~

Prime VIP
tamanna ne zindagi k aanchal me sar rakhkar poocha k mai kab poori houngi,
zindagi ne muskuraakar kaha k jo poori hojaye wo tamanna hi kahan....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Wo kahta hai tunay duniya kay raan nahi dekhay

Wo kahta hai tunay duniya kay raan nahi dekhay
Kuch log gaalatfahmiyan rahay.n to kya bura hai
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
jo hum na hon to zamanay ki saans ruk jaaye

jo hum na hon to zamanay ki saans ruk jaaye
qateel waqt ke seenay mein hum dharaktay hain
 
Top