dekhte hai aaj us rah ki veeraniyan, yaaron ke saath jaha suni thi kahaniya, gujra woh daur bichad gaye sab dost, saath reh gayi bas un lamho ki nishaniyan.....