Pyaar mein ise qurban karna aasan nahin.

~¤Akash¤~

Prime VIP
Mohabbat sabhi kar lete hain
Dilbar ke dil mein dhadakna aasan nahin
Vaade sabhi kar lete hain
Unhe Nibhana aasan nahin
Pyar mein dil sabhi jeet lete hain
Magar dil haar ke jeetna aasan nahin
Zindagi mein to sabhi pyar kar lete hain
Pyaar mein ise qurban karna aasan nahin.
 
Top