Phir bahut baar piya hun main, unhi chaar palon ko bhulane k

~¤Akash¤~

Prime VIP
Bahut hansta hoon aaj main doston apni tar aankhon ko cchupane ke liye
Jashn manata hoon, jaam uthata hoon tujhe khone ka gam bhulane ke liye
Bahut baar jiya hun main, un chaar palon ko jo guzaare the saath tumhare
Phir bahut baar piya hun main, unhi chaar palon ko bhulane ki chaah mein......
 
Top