Mirza Ghalib

ranj se khoon gar hua insaan,
to mit jaata hai ranj,
mushkilein mujh par parhi itni,
ki aasan ho gayi,
sab kahaan kuchh,
laala-o-gul mein,
numaya ho gayi,
khaak mein kya,
soortein hongi,
ki pinha ho gayi,
youn hi gar rota raha,
ghalib to ae ehle jahaan,
dekhna in bastiyon ko tum,
ki viraan ho gayi.
 
Top