Mila wo bhi nahi karte, mila hum bhi nahi karte.. Wafa wo bh

~¤Akash¤~

Prime VIP
Mila wo bhi nahi karte, mila hum bhi nahi karte..
Wafa wo bhi nahi karte, wafa hum bhi nahi karte..

Unhe ruswai ka dukh, hume tanhai ka darr..
Gila wo bhi nahi karte, shikwa hum bhi nahi karte..

Kisi mod par takrao ho jata hai aksar..
Ruka wo bhi nahi karte, thehra hum bhi nahi karte..
 
Top