aaina ye to bataata hai ke main kya hoon lekin aaina is pe hai Khamosh ke kya hai mujh mein ab to bas jaan hi dene ki hai baari ae "Noor" main kahaan tak karoon saabit ke wafaa hai mujh mein