Mujhey Yaqeen tou nahin magar Yahi sach hai Mein Unke waastey Umrein guzaar sakta hoon ye bhi kya kam hai ke hum unki taman'na mein jiyein lutf-e-manzil na sahi hasrat-e-manzil hi sahi !