kya faida hua....?

Kya faida hua hai ab intzaar
karke?
Gardish mein aa gaye hain,hum
tumse pyar karke,
Iss daur mein wafa ka hum
karobaar karke,
Dard nibha rahe hain dushman
se pyaar karke,
Har shakhs ki nazar mein kehla
rahe hain mujrim,
Kuch khaas doston par aitbaar
karke,
Ab hum na to iss zameen ke aur
na to aasmaan ke,
Ik bewafa ke wade ka aitbaar
karke,
Pehle mera janaza taiyaar to
main kar loon,
Bhejungi tumko phir ghodi par
sawaar karke.
 
Top