Kaise kahen...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
Tum ho hamari zindagi ki rawani
Kaise kahen
.....
Tumhare bina adhuri hamari kahani
Kaise kahen
......
Tum bin jeena socha nahi jata
Kaise kahen
......
Tum bin ab raha bhi nahi jata
Kaise kahen
......
Tum ne pathar ko mom banaya
Kaise kahen
......
Tum ne humne pyar karna sikhaya
Kaise kahen
....
Tum ne hamare dil ko di nayi dharkane
Kaise kahen
..
Tumne hamen di nayi saanse
Kaise kahen
....
Humein tumse pyar be-inteha hai
Kaise kahen
....
Tumhare bina hamara wajood kahan hai
Kaise kahen
.....
Hamare ban jao humen apna bana lo
Kaise Kahen
....
Kaise kahen ki aap hamara haal samajh jao
Kaise kahen
Kaise kahen...!!!
 
Top