Eik raat hui barsaat bahut Main ruyi saari raat bahut Her gham tha zamane ka lakin... Main tanha thi iss raat bahut Phir aankh se eik sawan barsa Jab seher huyi tu khayal aaya Woh badal kitna tanha tha Jo bersa sari raat...