jise ek bar paa kar main , khaawb mein bhi kho nahi sakta...

~¤Akash¤~

Prime VIP
Aaj tak main ne kisi ko is tarah chaha nahi tha ,
Jaise aaj tumhe chaha hai,..
Chaand bhi pad gaya hai feekha aage tere,
Is tarah doobh gaya hu main pyar mein tere,
Keh nahi sakta isko main deewanapan,..
Sirf ke sakta hoon pyar ka anjaanapan .
....

Tere khyaal mein dooba rehta hoon,
Raat din teri hi sooch mein rehta hoon,..
Khuda ka bheja hua noor hai tu,..
Ya, to is dil ka takdiir hai tu..,
Bas ek bar tere noor ka jhalak deekh loon,..
Khuda ki kasam ,ye zindagi bhi tujhpe waar doom...
.....
Main ne to tujhe dekha nahi,
Bas dil se mehsoos kiya ,
Pyaar bhare paigaam se agaaz kiya,
Tu mere zindagi mein ek pari si aayi hai,
Jise mein chhah kar bhi bhoola nahi sakta.
Agar bhoola bhi doon to jee nahi sakta.
aisa hai aalam mere zindagi main tera,
jise ek bar paa kar main , khaawb mein bhi kho nahi sakta...!!!
 
Top