Milna itifaak tha bicharna naseeb tha, Wo utna he door ho gaya jitna kareeb tha, Hum usko dekhne k liye taraste hi rahe, Jis shaks ki hatheli pe hamara naseeb tha.