nazron se nazro ka takraav hota hai.., har mod par kisi ka intezaar hota hai.., dil rota hai aur zakham haste hai.., isi ka toh naam pyaar hota hai...