funny poetry

:wo
Code:
apni mehbooba se milney ka bara shok tha mujh ko
usey qareeb se daikhney ka bara zoak tha mujh ko
lekin mere samney jab woh aati thi
hosh mere ura ley jati thi
us k qarreb ka jalwa seh bhi na sakta tha
marey darr k us se kuch keh bhi na sakta tha
likh dia khat aik din sabar kerkey
dil per jabar kerkey aarmanon per sabar kerkey
bholi bhali bechari samajh na saki mere pyar ko
aur khat dikha dia apney bhai dildar ko
ghusay mein derya ki aik bari mouj dekhi thi
jab dildar k pechey us k doston ki fauj daikhi thi
meiney kaha lagta hai k koi nawab aya hai
dil ney kaha kuch nahi baitey tere khat ka jawab aya hai
aney walon mein jabbar tha waqar tha aur ghaffar tha
magar un sab ka leader dildar tha:a
aatey hi us ne bulaya mujh ko
aur khat nikal k dikhaya mujh ko
to yeh hai soorat tere pyar k izhar ki
tujhey pata na chala k yeh behan hai dildar ki:kiven
us k pass balla tha danda tha aur hockey thi
nikal gaee mujh se jo pyar ki umeed bakki thi
un ki marr se mere moon se kaee saz nikal rahey they
tabhi to agley pechley kaee raaz nikal rahey they
woh jo hum mein tum mein qarrar tha
tumhein yaad ho k na yaad ho
kitna mehenga mera pyar tha
tumhein yaad ho k na yaad ho
aur kut kah kah k mera bhura haal tha
tumhein yaad ho k na yaad ho !!!
[CENTER]
https://www.unp.me/profile.php?do=editavatar[/CENTER]
 
Chaar dino ka vacation ho abba,
Lambi parhai,
Lambi parhai,
Parhne me dil mera lage kabhi na,
Parhne se jan meri jay hamesha,
Kitne zamane baad ho abba,
Bunk lagaya,
Bunk lagaya,
Soya raha me classon me apni,
Teacher se roz roz pitke me aaya,
Kitna pita hon sooj gaya hon,
chalna phirna bhol gaya hon,
4 dino ka vacation ho abba,
lambi parhai
lambi parhai...
Uwainnn Uwainnn
 
Top