Bujhii huii shamaa kaa dhuaaN huuN aur apane markaz ko jaa r

~¤Akash¤~

Prime VIP
Bujhii huii shamaa kaa dhuaaN huuN aur apane markaz ko jaa rahaa huuN
ke dil kii hastii to miT chukii hai ab apanii hastii miTaa rahaa huuN

andhere maangne aaye the raushani ki bheekh;
hum apna ghar na jalaate... to aur kya karte?.......

Wo bachpanay ki neend to ab khwab hogai
kia umer thi k raat hui aur so gaye
 
Top