barso ke baad dekha ek shaks dilruba sa

~¤Akash¤~

Prime VIP
barso ke baad dekha ek shaks dilruba sa
ab jahan main nahi hai per naam tha bhala sa
pehle bhi log aaye kitne hi zindgi main
wo har tarah se lakin auron se tha juda sa
hum dasht the ya daria hum zahar the ya amrit
nahak tha jom hum ko jab wo nahi tha pyasa
ab sach kahoon to yaaron mujh ko khabar nahi thi
ban jayegi haqeeqat ek waqya zara sa
 
Top