Bana bana ke tamanna mitai jaati hai, Tarah - tarah se wafa aazmaai jaati hai, Unko humse muhobbat nahi to phir kyun? Jhuka jhuka ke nazre milaai jaati hain.