jab khilte phoolon pe nazar jaane lagi, pyar tha yakeen nahin hua jab duniya nayii lagne lagi, pyar tha yakeen nahin hua Jab teri yaad din-raat satane lagi , pyar tha yakeen nahin hua Aye Bewafa tere ek dhokhe ne mujhe pyar ka yakeen dila diya.