main ranjha na tha tu heer na thi,ham apana pyar nibha na sake, yun pyar ke khwab kai dekhe,tabeer magar ham pa na sake, maine to bahut chaha lekin,tu rakh na saki wadon ka bharam, ab rah rah ke tadpada hai,jo tune kiya is dil pe sitam......