~¤Akash¤~
Prime VIP
Aapse kabhi mil na paaye
hum phir bichadne ka darr kaisa
meri har dhadkan me aap ho shamil phir
aapki judaai ka gham kaisa?
deedaar-e-yaar ki khatir jee rahe hain hum
unki talaash hain ab har taraf
umr-e-tamaam kisi ke naam kar diya humne
ab maut se bhi hume ghabraana kaisa..?
hum phir bichadne ka darr kaisa
meri har dhadkan me aap ho shamil phir
aapki judaai ka gham kaisa?
deedaar-e-yaar ki khatir jee rahe hain hum
unki talaash hain ab har taraf
umr-e-tamaam kisi ke naam kar diya humne
ab maut se bhi hume ghabraana kaisa..?