Lyrics Yeh Pyar Nahin Toh Kya Hai - Viva! - Viva! Reloaded (2003)

Chann

VIP
Song : Yeh Pyar Nahin Toh Kya Hai
Singer : Viva!
Album : Viva! - Reloaded (2003)

_______________________________________________


You Know You WIN Some
& Then..
You LOSE Some
But Heyy ..That's What Life's About :)
It's Like This :


Kaisi Bechaini,
Kyon Yeh Dil Hai Bekaraar.

Saanson Mein Khhusbu,
Aankhon Mein Nashaa Hai Yaar.

Seene Main Jo Dard Hai
Woh Kiski Amaanat Hai
Aankhein Bhi Kyon Numm Hain
Jab Dil Mein Itni Chaahat Hai


Yeh Pyar Nahi Toh Kya Hai. Jaana
..Kya Tumko Samjhaana
Yeh Dil Ki Baaton Ka Hain Taraana
..Kya Tumne Na Jaana
Nass Nass Mein Daude Hai Yeh Fasana
..Na Tumne Pehchaana
Kar Diya Haye Dil Ko Deewana
..Kya Tumko Batlaana, Kya Tumko Batlaana !


Saath Nahi Hai Tu,
Par Tera Ehsaas Hai Javaan

Mann Mein Chhavi Teri
Ab Toh Aaja, Na Tadpa

Sulgi Sulgi Saansein Meri
Yeh Tera Intezaar
Bolo, Yeh Pyar Nahi Toh Kya Hai
Ab Karlo Tum Ikraar.


Yeh Pyar Nahi Toh Kya Hai. Jaana
..Kya Tumko Samjhaana
Yeh Dil Ki Baaton Ka Hain Taraana
..Kya Tumne Na Jaana
Nass Nass Mein Daude Hai Yeh Fasana
..Na Tumne Pehchaana
Kar Diya Haye Dil Ko Deewana
..Kya Tumko Batlaana, Kya Tumko Batlaana !
Yeh Pyar Nahi Toh Kya Hai. Jaana
..Kya Tumko Batlaana !!


Mann Ki Uljhi Uljhi Baatein
Zubaan Tak Na Aayi
Samjhi Na Main Anjaani
Pyar Se Thi Main Begaani


Yeh Pyar Nahi Toh Kya Hai. Jaana
..Kya Tumko Samjhaana
Yeh Dil Ki Baaton Ka Hain Taraana
..Kya Tumne Na Jaana
Nass Nass Mein Daude Hai Yeh Fasana
..Na Tumne Pehchaana
Kar Diya Haye Dil Ko Deewana
..Kya Tumko Batlaana, Kya Tumko Batlaana !

Yeh Pyar Nahi Toh Kya Hai. Jaana
..Kya Tumko Samjhaana
Yeh Dil Ki Baaton Ka Hain Taraana
..Kya Tumne Na Jaana
Nass Nass Mein Daude Hai Yeh Fasana
..Na Tumne Pehchaana
Kar Diya Haye Dil Ko Deewana
..Kya Tumko Batlaana, Kya Tumko Batlaana !!

:laalaa :laa :laalaa
 
Top