Lyrics Yeh Hai Aashiqui Lyrics – Mohit Chauhan, Neeti Mohan (Title Song)

Miss Alone

Prime VIP
Besharmiyaan barbaadiyaan
Hain ishq ki shaitaniyaan
Yeh fitoor jo, sar pe sawaar ho
Jeena bhi phir, dushvaar ho

Kiski mazaal koi rok de
Kiski mazaal koi tok de
Ishqe junoon, rukey nahi

Hai bawari, yeh aashiqui
Gustaakh si, yeh aashiqui
Bebaak si, yeh aashiqui

Badi hai ajab kaisi yeh talap
Hai yeh aashiqui..
Ziddi badi, badi sarfiri
Hai yeh aashiqui..

Hota hai yun iska asar
Duniya jahan ki na khabar
Mazhab yahi, khuda yahi..

Hai bawari, yeh aashiqui
Gustaakh si, yeh aashiqui
Bebaak si, yeh aashiqui
Bekhauf si, yeh aashiqui.. aashiqui..

Jo yeh rang chadhe
Jo yeh sang chale
Toh kya fikar koi, kya kahe

Yeh woh aag hai, jo na bujh sake
Aisi baarishein, jo na tham sakein
Ishqe junoon, ruke nahin…

Hai bawari, yeh aashiqui
Gustaakh si, yeh aashiqui
Bebaak si, yeh aashiqui
Bekhauf si, yeh aashiqui

(Yeh aashiqui, baawri
Yeh aashiqui
Gustaakh si..)
 
Top