Lyrics Wasiq Malik - Dard Fanna

[MarJana]

Prime VIP
Apni aankh se dard gira hai
Dard ka girke dard badha hai
Apni aankh se dard gira hai
Dard ka girke dard badha hai
Jakham naya hai maan liya par
Isme pichla dard padha hai
Haan dard padha hai
Jaise khud ko aag lagi ho
Dard jalla deta hai
Dard fanna kar deta hai
Dard fanna kar deta hai
Dard fanna kar deta hai
Dard fanna kar deta hai….
Ikk pal bhi na sota hai
Apna rona rota hai
Roz ikk shakal mein aaye
Kaisa kaisa hota hai
Aaj ye dil na maane
Kal wo guzri wo jaane
Khaab aansu bane hai
Jispe guzri wo jaane
Jaise khud ko aag lagi ho
Dard jalla deta hai
Dard fanna kar deta hai
Dard fanna kar deta hai
Dard fanna kar deta hai
Dard fanna kar deta hai….​
 
Top