Lyrics TUne jo na kaha

tune jo na kaha mai woh sunta raha
khamakha bewaja khwaab bunta raha
tune jo na kaha mai woh sunta raha
khamakha bewaja khwaab bunta raha
jane kiski humein lag gayi hai nazar
is shehar mein na apna thikana raha
door chahat se mai apni chalta raha
khamkha bewaja khaawab bunta raha

dard pehle se hai zyaada
khud se phir yeh kiya waada
khamosh nazarein rahe bezuban
ab na pehle si baatein hai
bolo to labb thartharate hai
raaz yeh dil ka na ho bayaan
hogaya kya asar koi humpe kahin
humsafar mein to hai hamsafar hai nahi
door jaata raha pass ata raha
khamkha bewaja khaab bunta raha

aya woh phir nazar aise
baat chirne lagi phir waise
ankhon mein chubhta kal ka dhua
haal tera na humsa hai
iskhushi mein kyu ghum sa hai
basne laga kyu phir woh jahan
woh jahan door jis se nikal
phir se yaadon ne kardi hai jaise pehal
lamha beeta hua dil dukhata raha
khamkha bewaja khaab bunta raha

tune jo na kaha mai woh sunta raha
khamakha bewaja khwaab bunta raha
jane kiski humein lag gayi hai nazar
is shehar mein na apna thikana raha
door chahat se mai apni chalta raha
khamkha bewaja khaawab bunta raha
 
Top