Lyrics tumse hi - jab we met

TUMSE HI - JAB WE MET

aaa aaaa aaaa aaaaa...

na haii yeh paana
na khona hi hai
tera na hona jane
kyu hona hi hai
tumse hi din hota hai
surmayi shaam aati hai
tumse hi tumse hi
har ghari saans aati hai
zindagi kehlati hai
tumse hi tumse hi

naa hai yeh paana
naa khona hi haii
tera naa hona jaane
kyu hona hi haii....

aaa aaa aaaa aaaa..

ankhon mein ankhein teri
bahon mein baahein teri
mera na mujhmein kuch raha
hua kya
baaton mein baatein teri
raatein saugatein teri
kyu tera sab yeh ho gaya
hua kya
mai kahin bhi jata hoon
tumse hi mil jaata hoon
tumse hi tumse hi
shor mein khamoshi hai
thori si behoshi hai
tumse hi tumse hi

aa aaa aaa aaaa...

adha sa waada kabhi
aadhe se zyada kabhi
jee chaahe karlu is tarah
wafa ka
chore na chhoote kabhi
tore na toote kabhi
jo dhaaga tumse joor gaya
wafa ka
mai tera sarmaya hoon
jo bhi mai ban paya hoon
tumse hi tumse hi
raaste mil jaate hein
manzilein mil jaati hein
tumse hi tumse hi

naa hai yeh paana
naa khona hi hai
tera na hona jaane
kyu hona hi hai

aa aaaaa aaaaa aaaa
 
Top