Lyrics Tu jo nahi he

gurvy

.:: free as the wind ::.
TU JO NAHIN HAI TOH KUCH BHI NAHIN HAI

-----
---
-​


Tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain
yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain
tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain
yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain
tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain

samajh mein na aaye yeh kya maajara hain
tujhe paake dil mein yeh khaalisa kya hain
samajh mein na aaye yeh kya maajara hain
tujhe paake dil mein yeh khaalisa kya hain
yeh khaalisa kya hain
kyun har waqt dil mein ??? kali hain
kyun har waqt seene mein rehti kami hain
tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain
yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain
tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain

jidhar bhi yeh dekhen jahaan bhi yeh jaayen
tujhe dhundhati hai yeh paagal nigaahen
jidhar bhi yeh dekhen jahaan bhi yeh jaayen
tujhe dhundhati hai yeh paagal nigaahen
yeh paagal nigaahen
main zinda hoon leking kahaan zindagi hain
meri zindagi toh kahaan kho gayi hain
tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain
yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain
tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain
:tear :tear
 
Top