Lyrics Son of Sardar Dialogue Lyrics

→ ✰ Dead . UnP ✰ ←

→ Pendu ✰ ←
Staff member
Kabhi kabhi mere dil mein ye sawaal aata hai, ki agar duniya mein sardar na hote to kya hota?
Sorry yaar duniya bekar bina son of sardar.​


Kudiyan to hoti par punjabanein na hoti
Duniya ke mundon ki aatama soni kudiyon ko roti
Mirze na hote, ranjhe na hote
To kaun karta kudiyon ko pyaar


Je sardar na hote to joke kis pe banate
Kaun lata rookhe chehron pe hasi
Kaisi lagti duniya without colour of dastar


Haramjada, ismein pyaar hai zyada
Teri behan di, teri maan di, ye duniya ko hamne sikhaya
Is Kolaveri Di ki baari to baad mein aayi
Gaaliyon ke bina yaar kaise dikhate pyaar
Sorry yaar, duniya bekar, bina son of sardar


Paji sardar par joke to karna lekin jokar mat samajhna
Kyonki sardar ki dastar par hath uthaega to sardar utha dega
 
Top