Lyrics Soch Lo (2010)

chief

Prime VIP
Soch Lo (2010)

02 - Charu Moohan - Dedh Inch Oopar

Thodi niche hai zameeen
thoda uppar hai aasmaan
ru ba ru hai aatma

Dedh Inch Oopar Hoon Mein

Thodi niche hai zameeen
thoda uppar hai aasmaan
ru ba ru hai aatma

Dedh Inch Oopar Hoon Mein

ando ando masti chan do
ando ando masti chan do
yahi pasar jaane do
waqt yeh haseen sa
ab thehar jaan do

ando ando lehrein aando
ando ando lehrein aando
lehron pe lehrao
kurbaton ka jashn hai
aur aagey jao

Dedh Inch Oopar Hoon Mein
Thodi niche hai zameeen
thoda uppar hai aasmaan
ru ba ru hai aatma
Dedh Inch Oopar Hoon Mein


03 - Master Salim & Charu Moohan - Faani Dayar

gunjti hai jo seene mein kahin
gunjti hai jo seene mein kahin
dabi khamoshiyan sargoshiyan jalti tishnagi
yaha jo aaj hai saans hai jee loon zindagi

pee jaa dariya saare
chakle chand sitare
pee jaa dariya saare
chakle chand sitare
takiya badal ka hai
so ja pankh pasare
ohh amrit ghut mein
koot hazar
dokha sab sansaar Faani Dayar hai
dokha sab sansaar Faani Dayar hai
dokha sab sansaar Faani Dayar hai
dokha sab sansaar Faani Dayar hai

hai talaash jiski talaash
woh hai kahan dhunda jahan
meri aarzoo meri justujoo
mein kaun hoon aur hoon kahan
hai talaash jiski talaash
woh hai kahan dhunda jahan
meri aarzoo meri justujoo
mein kaun hoon aur hoon kahan

pee jaa dariya saare saathi
chakle chand sitare saathi
takiya badal ka le k tu
so ja pankh pasare saathi
pee jaa dariya saare saathi
chakle chand sitare saathi
takiya badal ka le k tu
so ja pankh pasare saathi
soch le yeh kahani teri
soch le hai rubani teri
tu hi banda tu hi maula tera
anhat teri kismat

dokha sab sansaar Faani Dayar hai Faani Dayar hai
dokha sab sansaar Faani Dayar hai bande
dokha sab sansaar Faani Dayar hai
dokha sab sansaar Faani Dayar hai

ek khwab hai soya hua
aadha sa woh jaga hua
mein kaun hoon is neend ki
aagosh mein khoya hua
ek khwab hai soya hua
aadha sa woh jaga hua
mein kaun hoon is neend ki
aagosh mein khoya hua

oh bande

dokha sab sansaar Faani Dayar hai Faani Dayar hai
dokha sab sansaar Faani Dayar hai bande
dokha sab sansaar Faani Dayar hai
dokha sab sansaar Faani Dayar hai

hai talaash jiski talaash
woh hai kahan dhunda jahan
meri aarzoo meri justujoo
mein kaun hoon aur hoon kahan

ek khwab hai soya hua
aadha sa woh jaga hua
mein kaun hoon is neend ki
aagosh mein khoya hua

aankhon mein meri jaaliyan
aur tez dum bharti hui
yaadon ki dhundali aandhiyan


05 - Nitish Pries - Kasera

jab mein soya rehta
tu hi mujhe aa k kehta
aadhi zindagi hai andhera
baaki zindagi hai savera
tu andhere mein laaaye subah
hoooooooo
kesara
hoooooooo
kesara
hoooooo hooooo hooooooo
kesara
hoooooo hooooo hooooooo
hoooooo hooooo hooooooo


waqt yeh tere peeche
mein dhodun us k peeche
waqt ka hoon mein ek chela
woh jee le zindagi mein akela
par tu hi toh zindagi deta
hoooooo hooooo hooooooo
kesara
hooooo hooooo
kesara
hoooo hoooo hooo hoooo
kesara
hoooo hoooo hooo hoooo


kesara....kesara..

06 - Bianca Gomes - Mera Yahaan Hai Kaun (Female)

hai sisakti machalti saansein meri
sukoon thoda paane ko
ruki hai aankhein meri
tanha mein mera yaha hai kaun
batla re mera yaha hai kaun
tanha mein mera yaha hai kaun
batla re

hawa mein yeh kaisi tapish hai
pigla hai saara jahaan
zameen pe tapak ke yuhi
bikhri hoon bebas yaha
khili thi jo shaakhein dil ki
jaane kyun murjha gayee
khamoshiyon mein musalsil
gunjti hai tanhayee
leja leja mujhe leja mujhe tu
leja leja kahin leja kahin tu
leja leja mujhe leja mujhe tu
leja leja kahin leja kahin tu


hai lachakti sulagati saansein meri
sukoon thoda paane ko
ruki hai aankhein meri
tanha mein mera yaha hai kaun
batla re mera yaha hai kaun
tanha mein mera yaha hai kaun
batla re mera yaha hai kaun
mera yaha hai kaun
mera yaha hai kaun
tanha mein mera yaha hai kaun
batla re mera yaha hai kaun
tanha mein mera yaha hai kaun
mera yaha hai kaun
mera yaha hai kaun
mera yaha hai kaun





07 - Charu Moohan - Dedh Inch Oopar (Honeymoon)

ando ando badli chan do
ando ando badli chan do
ghan baras jaaye toh
kaisa ho ke pyaas bhi ab taras jaaye toh

Dedh Inch Oopar Hoon Mein
Thodi niche hai zameeen
thoda uppar hai aasmaan
ru ba ru hai aatma
Dedh Inch Oopar Hoon Mein
 
Top