Lyrics Shahid Mallya - Saaiyaan - Gunday ( 2014)

→ ✰ Dead . UnP ✰ ←

→ Pendu ✰ ←
Staff member
Song : Saaiyaan
Film : Gunday ( 2014)
Lyrics : Irshad Kamil
Music : Sohail Sen
Singer : Shahid Mallya

*************************************************


Kal Meera tadpi Kanha ko
Sab laj samaaj ganwaai re..
Ab prem mein tadpan tarsan ki
Hai baari Kanha ki aayi re..

Mori jaan gayi [mori jaan gayi..]
O.. tora khel hua [Tora khel hua..]
Mujh se main rootha
Mujh mein main toota.. aa..

O.. mujh se main rootha
Mujh mein main toota
Mujhko maine ishq wafaa mein
Khud hi hai loota [khud hi hai loota..]
Lut-lut ke.. lut-lut ke..
Jeena hai marna baanke yaar bina

Saaiyaan.. hunn main kee karaan
Saaiyaan.. jeena ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujhse khafa
Saaiyaan..

Saaiyaan.. hunn main kee karaan
Saaiyaan.. jeena ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujhse khafa
Saaiyaan..

Mujh se main rootha
Mujh mein main toota
Mujhko maine ishq wafaa mein
Khud hi hai loota
Lut-lut ke.. lut-lut ke..
Jeena hai marna baanke yaar bina

Saaiyaan.. hunn main kee karaan
Saaiyaan.. jeena ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujhse khafa
Saaiyaan..

Saaiyaan.. hunn main kee karaan
Saaiyaan.. jeena ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujhse khafa
Saaiyaan..

Ho.. sapnon ke sheeshe tute
Dukh ki daraar se
Chaah ke bhi nikle na mann majhdhar se
Koi bhi na bole aur koi bhi bulaaye na
Phir bhi aawaazein sune baadlon ke paar se
Rus-rus ke.. rus-rus ke..
Mann se manjana khud hi yaar bina

Saaiyaan.. hunn main kee karaan
Saaiyaan.. jeena ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujhse khafa
Saaiyaan..

Saaiyaan.. sun main kee karaan
Saaiyaan.. jeena ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujhse khafa
Saaiyaan..
 
Top