Lyrics Satyagraha (Title) - Satyagraha- Democracy Under Fire

→ ✰ Dead . UnP ✰ ←

→ Pendu ✰ ←
Staff member
Movie/Album: Satyagraha: Democracy Under Fire (2013)
Singers: Rajeev Sundaresan, Shivam Pathak, Shweta Pandit
Song Lyricists: Prasoon Joshi
Satyagraha (Title) Song Lyrics

**********************************************

Raghupati raghav raja ram
Patit pavan seeta ram

Tana nena..tana nena..
Tana na tara de re na..

Satyagraha..satyagraha..

Raghupati raghav raja ram
Patit pavan seeta ram
Ab tak dheeraj maanga tha
Prabhu ab dheeraj mat dena
Prabhu ab dheeraj mat dena

Sehte jaayein, sehte jaayein, sehte jaayein..
Aisa bal bhi mat dena
Aisa bal bhi mat dena
Uthkar karne hain kuchh kaam
Raghupati raghav raja ram

Raghupati raghav raja ram
Uth kar karne hain kuchh kam
Raghupati raghav raja ram
Uth kar karne hain kuchh kam

Tum karuna ke sagar
Tum palan karta
Par jo zulm hai karta woh
Kahan tumse darta
Ghaayal hai bhola insaan
Raghupati raghav raja ram

Raghupati raghav raja ram
Ghaayal hai bhola insaan
Raghupati raghav raja ram
Uth kar karne hain kuchh kam.
 
Top