Lyrics Saawali Si Raat - Barfi

#Jatt On Hunt

47
Staff member
Saawali si raat ho
Khamoshi ka saath ho

Hunm saawali si raat ho
Khamoshi ka saath ho
Bin kahe bin sune
Baat ho teri meri
Neend jab ho laapata
Udasiyan zara hata
Khwabon ki razaai mein
Raat ho teri meri

Hunm… hunm..

Jhilmil taaron si
Aankhein teri
Khare khare paani ki
Jheelein bhare
Hardam yun hi tu
Hansti rahe
Har pal hai dil mein
Khwahishein
Khamoshi ki loriyaan
Sun toh raat so gayi
Bin kahe bin sune
Baat ho teri meri

Saawali si raat ho
Khamoshi ka saath ho
Bin kahe bin sune
Baat ho teri meri

Barfi ke tukde sa
Chanda dekhoa adha hai
Dheere dheere chakhna, zara
Hun.. hansne rulane ka
Aadha pauna waada hai
Kankhi se takna, zara
Ye jo lamhe hain lamhon ki behti nadi mein haan
Bheeg loon
Haan bheeg loon
Ye jo aankhen hain aankhon ki
Gumsum zubaan ko main
Seekh loon
Haan seekh loon
Ankahee si guftagu
Ansuni si justajoo
Bin kahe
Bin sune
Apni baat ho gayi

Saawali si raat ho
Khamoshi ka saath ho
Bin kahe bin sune
Baat ho teri meri
He..ye.. a.. ye..
 
Top