Lyrics Phir Hath Mein Sharab Hai - Punkaj Udhas

Song - Phir Hath Mein Sharab Hai
Artist - Punkaj Udhas

----------

Phir haath main sharab hai, Sach bolta hoon main
Phir haath main sharab hai, Sach bolta hoon main
Ye cheez laajawab hai - Ye cheez laajawab hai
Sach bolta hoon main
Phir hath main sharab hai, Sach bolta hoon main

Saaki yakeen na aaye to, Gardan jhuka k dekh
Saaki yakeen na aaye to, Gardan jhuka k dekh
Sheshe main mahtaab hai - Sheshe main mahtaab hai
Sach bolta hoon main
Phir hath main sharab hai, Sach bolta hoon main

Haathon main ik jaam hai, Honthon pe ik gazal
Hathon main ik jaam hai, Honthon pe ik gazal
Baki khayal-o-khawab hai - Baki khayal-o-khawab hai
Sach bolta hoon main
Phir hath main sharab hai, Sach bolta hoon main -2

:lub
 
Top