Lyrics Pardhaan - Drake (Hotline Bling)

[MarJana]

Prime VIP
Raat ko..

Pichli raat ko,
Alag hue jab,
Pichli raat..

Alag hue jab pichli raat ko,
Humein thodi si mushkil huyi,
kya bataaun..

Alag hue jab raat ko,
Mujhko badi zada khushi huyi,
kya bataaun..

Badiya raha mera aaj ka din,
khush hun main ab tere bin, (x2)

Dekhna nahi chahta tera mooh,
Pyaar to khatam ho chuka tha kabka,
Bedagarak ho jaaye un sab ka,
Jinhone kachumbar nikala hai love ka,
Todna chahta hun un sabka mooh,

Mujhko maalum nahi tha,
Baat saari paison ki hai,
Pyaar ishq Mohabbat,
Kami mere jaison ki hai,
Insaano se zada logo ko,
Fikar ego ki hai,

Alag hue jab pichli raat ko,
Humein thodi si mushkil huyi,
kya bataaun..

Alag hue jab raat ko,
Mujhko badi zada khushi huyi,
kya bataaun..

Badiya raha mera aaj ka din,
khush hun main ab tere bin, (x2)

Dosto ke saath ghumta hun,
Raatbhar main ghar nahi hu jaata,
kisika bhi phone nahi uthaata,
Jo mann mein aata hai wahi hun gaata,
Roz joint ke roach choomta hun,

Pyaar to khatam ho chuka tha kabka,
Bedagarak ho jaaye un sab ka,
Jinho ne kachumbar nikala hai love ka,

Alag huye jab pichli raat ko,
Humein thodi si mushkil huyi,
kya bataaun..

Alag huye jab raat ko,
Mujhko badi zada khushi huyi,
kya bataaun..

Badiya raha mera aaj ka din,
khush hun main ab tere bin, (x2)

Tu upset hai reh,
Jitna bhi rehna hai tujhe,
Manaane waala nahi hun,
Yahi kehna hai tujhe,
Do kodi ki choti choti baatein jo tu karti hai,
chidti hai sadti hai akadti hai ladti hai,
Bas..​
 
Top