Lyrics O Meri Jaan

gurvy

.:: free as the wind ::.
Hairaan hain hum
Huye kyun tum gairon se
Kaisa hai gam
Bolo na tum honthon se

Hairaan hain hum
Huye kyun tum gairon se
Kaisa hai gam
Bolo na tum honthon se

Na tum ho bewafaa
Na mein bhi hun
Phir bhi hain hum judaa
Main kya kahoon
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili yeh dooriyan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan

Tere bin jo din aaya
Kaate na woh kat paaya
Kami teri khal si jaati hai
Tere bin jo shaam aayi
Badi dil ki tanhai
Meri aankhen bhar si jaati hain

Kuch tum mujhse khafa
Kuch main bhi hun
Hai kya iski wajah
Main kya kahun
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili yeh dooriyan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan

Tujhe dil se tha chaaha
Tu hi toh na mil paaya
Khushi mujhko chal si jaati hai
Mere tu tha sarmaaya
Tujhe paaka na paaya
yahi baatein chubh si jaati hain

Tanhaa teri tarah haan main bhi hun
Donon hain gamzadaa main kya kahun
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili yeh dooriyan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan
 
Top