Lyrics Nakash Aziz, Antra Mitra - Saree Ke Fall Sa - R... Rajkumar

→ ✰ Dead . UnP ✰ ←

→ Pendu ✰ ←
Staff member
Song : Saree Ke Fall Sa
Film : R... Rajkumar ( 2013)
Lyrics : Mayur Puri
Music : Pritam Chakraborty
Singer : Nakash Aziz, Antra Mitra

*****************************************

Saree ke fall sa kabhi match kiya re...
Kabhi chhod diya dil, kabhi catch kiya re
Saari ke fall sa kabhi match kiya re...
Kabhi chhod diya dil, kabhi catch kiya re

Touch kar ke, touch kar ke
Touch kar ke, touch kar ke
Kahaan chal di touch kar ke
Touch kar ke, touch kar ke

Touch kar ke dil se dil attach kiya re
Kabhi chhod diya dil, kabhi catch kiya re
Saree ke fall sa kabhi match kiya re...

Saya.. jab se mila tera saya
Bhaya.. mujhe har baar tu bhaya
Laya.. sapne hazar tu laya
Aise aise haan aise aise aise jaise
Aaya.. jabse hai yaar tu aaya
Chhaya.. banke hai pyaar tu chhaya
Laya.. sapne hazar tu laya
Aise aise haan aise aise aise

Sach kar ke, sach kar ke
Mere sapne sach kar ke
Kahaan chal di touch kar ke
Touch kar ke, touch kar ke

Touch kar ke dil mera, kyun scratch kiya re
Kabhi chhod diya dil, kabhi catch kiya re
Saree ke fall sa...

Kabhi chhod diya dil, kabhi catch kiya re
Saree ke fall sa kabhi match kiya re...
 
Top