Full Lyrics Naina Da Kya Kasoor Lyrics – AndhaDhun, Amit Trivedi

Goku

Prime VIP
Staff member
Arey abhi abhi pyara sa chehra dikha hai

Jaane kya kahun uspe kya likha hai

Gehra samandar dil dooba jismein

Ghayal hua main uss pal se isme



Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor

Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor

Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor

Ae dil tu bata re… (x2)



Dil ko hazaron baandhe thhe dhaage

Par paaji nikla ye humse aage

Huaa kya hai

Huaa kya hai humko… haaye!



Itt pal ye daude

Utt pal ye bhaage

Honi ho jaaye tab naina jaage

Huaa ye hai

Huaa ye hai samjho…



Dil dil ke milte saanche aur khanche

Jo hai banaata upar se jaake

Batti hai na dhoop na kafur kafur

Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor

Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor

Ae dil tu bata re…



Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor

Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor

Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor

Ae dil tu bata re…

Haaye haaye haaye…
 
Top