Lyrics Nahin Hah Yeh Pyaar - Haroon - Haroon Ka Nasha (2007)

Chann

VIP
Song : Nahin Hah Yeh Pyaar
Singer : Haroon
Album : Haroon Ka Nasha (2007)

_______________________________________________



Wada Koi, Poora Nahin
..Yehi Wafa Hai Kya ?
Sochon Mein Ghum, Rehti Ho Tum
..Yehi Saza Hai Kiya ?

Nahin Hai Yeh Pyaar ..Jaanam
Nahin Hai Yeh Pyaar ..Jaanam

Chehra Haseen, Lekin Teri
..Jhoothi Hain Yeh Aankhein
Kehti Ho Kuch, Karti Ho Kuch
..Kaisay Tumhein Chahein

Nahin Hai Yeh Pyaar ..Jaanam
Nahin Hai Yeh Pyaar ..Jaanam

Dhadkan Yeh Jaane
..Teri Hi Maanay
Meine Tumhein
..Apna Hi Jaana
Samajhti Ho Tum
..Mujh Ko Deewana !

Nahin Hai Yeh Pyaar ..Jaanam
Nahin Hai Yeh Pyaar ..Jaanam

I Shouldn't Know Better
I Shouldn't Know Better

Nazrein Kahin, Dil Hai Kahin
..Bantay Ho Begaanay
Sab Kuch Hai, Per
..Kuch Bhi Nahin
Tanha Hain, Yeh Rahain

Dhadkan Yeh Jaane
..Teri Hi Maanay
Meine Tumhein
..Apna Hi Jaana
Samajhti Ho Tum
..Mujh Ko Deewana !

Nahin Hai Yeh Pyaar ..Jaanam
Nahin Hai Yeh Pyaar ..Jaanam
Nahin Hai Yeh Pyaar ..Jaanam
Nahin Hai Yeh Pyaar ..Jaanam
Nahin Hai Yeh Pyaar ..Jaanam
Nahin Hai Yeh Pyaar ..Jaanam

:bananad
 
Top