Lyrics Mustafa Zahid - Maula Mere - Dr. Cabbie - 2014

[JUGRAJ SINGH]

Prime VIP
Staff member
Ho ho ho ho ho..
Ho ho ho ho ho..

Maula mere tu humsafar
Baaqi yahaan saathi kahaan
Pairon mein hai teri zameen
Sar pe tera aasmaan
O ho chal pada main toh chal pada
Main toh chal pada, main chala
Na nana na
Na nana na
Na nana na na ra na.. (x2)

Maana jeene ko kuch nahin
Phir bhi khush hai ye zindagi
Sach honge apne khwaab yeh
Aankhon ko itna hai yaqeen
Aankhon ko itna hai yaqeen

Maula mere, Teri nazar, Yunhi rahe, Meherbaan
Pairon mein hai teri zameen
Sar pe tera aasmaan
O ho chal pada main toh chal pada
Main toh chal pada main chala
Na nana na
Na nana na
Na nana na na ra na..

Mushqil ho chaahe raasta haan..
Kar lenge tay hum faasla aa..
Kadmon ko mill hi jaayega
Manzil ka jo bhi hai pata..
Manzil ka jo bhi hai pata

Maula mere yeh zindagi
Teri hi toh hai daastaan
Pairon mein hai teri zameen
Sar pe tera aasmaan
O ho chal pada main toh chal pada
Main toh chal pada main chala
Na nana na
Na nana na
Na nana na na ra na..

O ho Chal pada main toh chal pada
Main toh chal pada main chala
Na nana na
Na nana na
Na nana na na ra na..

 
Top