Lyrics Meherbaan - Sukhwinder Singh & Shail Hada & Munnawar Masoom - Sarbjit - 2016

[JUGRAJ SINGH]

Prime VIP
Staff member
Sar se sajda toh sab karte hai
Hum dilko jhuka kar jayenge
Rootah mukkadar hi dar se
Aaj manakar jayenge

Hum jo aye bulaya hai tune
Tera shukriya
Toh phir karde khatam yeh jo sarhad hai
Humare darmiyaan

Meharbaan Meharbaan Meharbaan [Loop]

Aaj ye thaani hai Haan ji haan maine
Aaj yeh thaani hai

Ho tere darpe baha doon
Aankh mein jitna mere paani hai
Ghamkhar tujhsa nahi hai
Dekhli karke nadaniya.

Barso ke qaid lamhon mein tu
Panaah toh hai azaadiyan

Meri fitratein hai gunaah karna
Teri aadat hai maaf karna
Meharbaan Meharbaan Meharbaan [Loop]

Ik anumaan sa chala hai mujhme
Teri khushbu mein mehka hoon main

Sargoshiyan si mujhme khuyi hai
Parindo ki tarah yeh Gaun main

Sab aar paar dikhne laga hai
Main ban gaya tera ayina
Khud ka hi khudse yun ho gaya
Hai har mod pe saamna

Tere karam se mile sanam se
Khushiyan kadmon thale bishi padi hai
Meharbaan Meharbaan Meharbaan
 
Top