Lyrics Madholal Keep Walking (2010)

chief

Prime VIP
01 - Bhupinder Singh - Naina Lage (Madholal's Theme)

Naina Lage Lage Re
Tose Naina Lage Re
More Naina Lage Re Tose Naina
Naina Lage Lage Re
Tose Naina Lage Re
More Naina Lage Re Tose Naina
Ankhiyon Se Barasta Saawan
Hai Prem Yeh Mera Paawan
Tu Aa Re
Naina Lage Lage Re
Tose Naina Lage Re
More Naina Lage Re Tose Naina

Nainaaaaaaaaaaaaaaaa

Karta Hai Koi Yaha Par Khatayein
Pata Hai Lekin Koi Sajayein
Karta Hai Koi Yaha Par Khatayein
Pata Hai Lekin Koi Sajayein
Koi Sunta Nahi Hai
Bebasi Bebasi Hai
Kis Kadar
Naina Lage Lage Re
Tose Naina Lage Re
More Naina Lage Re Tose Naina
Naina Lage Lage Re
Tose Naina Lage Re
More Naina Lage Re Tose Naina

Upper Wale Jag Mein Tere
Kitne Dukh Hai Hisse Mein Mere
Upper Wale Jag Mein Tere
Kitne Dukh Hai Hisse Mein Mere
Hum Bhi Toh Aadmi Hai
Teri Hum Par Nahi Hai
Kyun Nazar
Naina Lage Lage Re
Tose Naina Lage Re
More Naina Lage Re Tose Naina
Ankhiyon Se Barasta Saawan
Hai Prem Yeh Mera Paawan
Tu Aa Re
Naina Lage Lage Re
Tose Naina Lage Re
More Naina Lage Re Tose Naina



02 - Altaf Raja - Falsafa Yeh Zindagi Ka

yeh mashala hi aisa tha ki hal na kar saka
yeh mashala hi aisa tha ki hal na kar saka
aie zindagi mein tujhko mukammal na kar saka
yeh mashala hi aisa tha ke hal na kar saka
aie zindagi mein tujhko mukammal na kar saka

falsafa yeh zindagi ka
koi bhi na ab tak samjha
falsafa yeh zindagi ka
koi bhi na ab tak samjha
itni saari bheed mein insaan
laage kitna tanha tanha sa
falsafa yeh zindagi ka

koi aaye koi jaaye
sab k sab hai musafir
koi aaye koi jaaye
sab k sab hai musafir
chaar dino se jaada koi
rehta nai hai hazir
ajnabi in logo mein bhi laage har chehra apna sa
falsafa yeh zindagi ka


mausam ki parwah kise hai
barish ho ya sardi
mausam ki parwah kise hai
barish ho ya sardi
apne apne daftar jaane ki hai sabko jaldi
sab ki aankhon mein sapney hai
aur laage mann pyaasa pyaasa
falsafa yeh zindagi ka

lambe safar ki khatir yun toh
sab ke sab aatey hai
lambe safar ki khatir yun toh
sab ke sab aatey hai
kayee musafir raste mein hi chup se utar jaatey hai
udh jaata hai rooh ka panchi mil jaaye mauka zara sa
falsafa yeh zindagi ka

falsafa yeh zindagi ka
koi bhi na ab tak samjha
falsafa yeh zindagi ka
koi bhi na ab tak samjha
itni saari bheed mein insaan
laage kitna tanha tanha sa
falsafa yeh zindagi ka



03 - Aslam Sabri - Khuda Ke Vaste

Dard Seene Mein Toh Aankhon Mein Samandar Dekha
Zindagi Humne Tera Kaise Mukaddar Dekha
Khuda Ke Vaste Mita Do Faasle
Khuda Ke Vaste Mita Do Faasle
hai manzil ek sabhi ki
alag hai raaste
hai manzil ek sabhi ki
alag hai raaste
Khuda Ke Vaste Mita Do Faasle

lage hai jo zehno mein nafrat ke taale
woh darwaze yaaro zara khol do tum
lage hai jo zehno mein nafrat ke taale
woh darwaze yaaro zara khol do tum
bhuja kar dilo se tahaasuf ke sholey
mohabbat fizao mein bas ghol do tum
woh jo insaan koi insaan ke kaam aao tum
zamane mein naam apna kar jao tum
laga lo sab ko gale se woh chaahe hai ajnabee
laga lo sab ko gale se woh chaahe hai ajnabee

agar zinda rehna hai mar kar bhi tumko
toh girtey hueon ko zara tham lo tum
agar zinda rehna hai mar kar bhi tumko
toh girtey hueon ko zara tham lo tum
woh jinko zamane ne thukra diya hai
unhein phir se jeene ka paigam do tum
koi is jahan mein na bebas rahein
kisi aankhon se ab na aansoon bahein
tumhi ko har chehre pe saajana hai khushi
tumhi ko har chehre pe saajana hai khushi

yeh masoom laashein yeh khamosh cheekhein
yaha zindagi ka na koi nishaan hai
yeh masoom laashein yeh khamosh cheekhein
yaha zindagi ka na koi nishaan hai
jaha tak nazar hai dhuan hi dhuan hai
zara dhundo dekhi ki insaan kaha hai
ke hum aa gaye aaj kis mod pe
hai shaitaan bhi hai raah mein dekh kar
dilon se mita do yaaron tum apni dushmani
dilon se mita do yaaron tum apni dushmani
Khuda Ke Vaste Mita Do Faasle
Khuda Ke Vaste Mita Do Faasle
Khuda Ke Vaste Mita Do Faasle
Khuda Ke Vaste Mita Do Faasle
Khuda Ke Vaste Mita Do Faasle



04 - Parveena - Naina Lage (Wife's Theme)

Naina Lage Lage Re
Tose Naina Lage Re
More Naina Lage Re Tose Naina
Hooo Naina Lage Lage Re
Tose Naina Lage Re
More Naina Lage Re Tose Naina
Ankhiyon Se Barasta Saawan
Hai Prem Yeh Mera Paawan
Tu Aa Re
Naina Lage Lage Re
More Naina Lage Re
More Naina Lage Re Tose Naina

Rone Se Kuch Bhi
Hota Nahin Hai
apne Upper mujh ko yakeen hai
hooo Rone Se Kuch Bhi
Hota Nahin Hai
apne Upper mujh ko yakeen hai
kis ko kiski padi hai
imtihaan ki gadhi hai
sabar kar
Naina Lage Lage Re
Tose Naina Lage Re
More Naina Lage Re Tose Naina
Naina Lage Lage Re
Tose Naina Lage Re
More Naina Lage Re Tose Naina


tujh bin akele kaise rahoon mein
dard judayee kaise sahoon mein
hooooo tujh bin akele kaise rahoon mein
dard judayee kaise sahoon mein
yeh bata de mujhe tu
haaye kaise mein katu yeh safar
Naina Lage Lage Re
Tose Naina Lage Re
More Naina Lage Re Tose Naina
Ankhiyon Se Barasta Saawan
Hai Prem Yeh Mera Paawan
Tu Aa Re
Naina Lage Lage Re
More Naina Lage Re
More Naina Lage Re Tose Naina
 
Top