Lyrics Love BreakUps Zindagi Movie Lyrics - Rozana Lyrics

rickybadboy

Well-known member
Har pal hai jawan
Har lamha haseen hai
Jahan hum hain wahan
Koi gum nahin hai
Yeh jo hai zindagi
Khushiyon mein doobi hai

Hum toh yun hi
Jeete hai
Rozana....!!!!

Subah leke aati hai Roshni
Rozana....!!!!

Hey sham lati dil kashi, Jaagi si zindagi hai
Ye gaati zindagi hai, Jaagi si zindagi hai
Rozana....!!!!

Rango ki barishein hai
Aisi nawazishein hai
Rango ki barishein hai
Rozana....!!!!

Dil chahta hai, Har pal muskarane ko
Koi dhun haule haule, Gungane ko..

Jo bhi mila hai, Uska durst hi samjha
Zindagi jashn hai, Jaise manane ko

Jo bhi suna
Usse khushkabri jana
Khushiyon ko humne pehchana
Rozana....!!!!

Subah leke aati hai roshni

Rozana....!!!!
Hey sham lati dil kashi

Yeh hi hai kahani apni, Yeh zindagani apni
Yeh hi hai kahani apni
Rozana....!!!!

Rango ki barishein hai, Aisi nawazishein hai
Rango ki barishein hai
Rozana....!!!!


Phoolon mein khusboo, Kaliyon mein rang jaise
Hum mein hai, Jeene ki ek umang jaise

Umeedon ki hai
Gunji ragini si
Dil mein hai
Har ghadi ek tarang jaise

Sapnon ka jahan, Hai jana pehchana
Ek naya sapna dekha
Rozana....!!!!

Rozana....!!!!
Subah leke aati hai roshni

Rozana....!!!!.
Hey sham lati dil kashi

Bus hai yehi tamsha, Har pal hai ek asha
Bus hai yehi tamsha, Rozana

Rango ki barishein hai
Aisi nawazishein hai
Rango ki barishein hai
Rozana....!!!!
 
Top